Pal bhar thaher jao, dil ye sambhal jaaye
kaise tumhein roka karoon?
meri taraf aathaa har gam fisal jae
aankhon mein tum ko bharoon
bin bole baathen tum se karoon
agar tum saath ho
bahati rahati
Nehar nadiya si teri duniya mein
meri duniyaa hai teri chaahaton mein
main dhal jaatee hoon teri aadaton mein
gar tum saath ho
teri nazaron mein hain tere sapane
tere sapanon mein hai naaraazi
mujhe lagata he ki baaten dil kii
hotee lafzon kee dhokhebaazee
Tum saath ho ya na ho, kya fark hai?
bedard thi zindagi, bedard hai
agar tum saath ho
agar tum saath ho
palken jhapakate hi din ye nikal jaae
baithee-baithee bhaagee firoon
meri taraf aathaa har gam fisal jae
aankhon mein tum ko bharoon
bin bole baathen tum se karoon
agar tum saath ho
teri nazaron mein hain tere sapane
tere sapanon mein hai naaraazi
muje lagtaa hai ke baathen dil kee
hotee lafzon kee dhokhebaazee
tum saath ho yaa naa ho kya fark hai
bedard thi zindagi, bedard hai
Agar tum saath ho (dil hi sambhal jaaye)
agar tum saath ho har gam phisal jaae
agar tum saath ho din ye nikal jaae
agar tum saath ho har gam phisal jaae
Video song on youtube
0 Comments